Sunday 21 February 2016

pul sirat ki dua

Mugheera Bin Sho’eba (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaaya Ki

 –“Qayamat Ke Din Pul-Siraat Par Emaan waalo Ki Pahchaan Dua Ka Yeh Kalma Hoga.‘Rab’be Sal’lim, Rab’be Sal’lim’. Yaani Aye Hamaare Rab !Hame Salamat Rakh Aur Salamat Ke Saath Paar Laga”.–


 (Tirmizi Sharif

Friday 19 February 2016

Ilm ki kuch bate

मुसलमान नज़र और नियाज़ इसाले सवाब की नियत से करता है इबादत की नियत से नहीं(

फतावा रज़विया जि. 21 सफा 132)



 मुसलमान पर अज़ाब होगा मगर उस पर आख़िरत में अल्लाह की लानत ना होगी(

फतावा रज़विया जि. 14 सफा 287)



 नाचने गाने का पेशा हराम कतई हैअगर कोई उसे हलाल जाने तो कुफ़्र है

(फतावा रज़विया जि. 23 सफा 583)



 बगैर इल्म के क़ुरआन मुक़द्दस का तर्जुमा देखकर समझ लेना मुमकिन नहीं बल्कि उसके नफा से जियादा नुक्सान है जबतक की किसी सुन्नी सहिउल अक़ीदा आलिम माहिर से ना पढ़े(


फतावा रज़विया जि.23 सफा 382)


 अल्लाह तआला के लिए मियाँ का लफ्ज़ ममनु वा मायूब है(

फतावा रज़विया जि.23 सफा 639)



 -हुज़ूर सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम को (या मोहम्मद) कह कर नहीं पुकारना चाहिए बल्कि या रसूलअल्लाह कहें(

फतावा रज़विया जि.14 सफा 369)



 दीनी इल्म रखने वाला अगर बद मज़हबों के रद्द की नियत से अंग्रेजी जुबान भी पढ़े तो सवाब मिलेगा(

फतावा रज़विया जि.23 सफा 533)

nabi ka ilm a gaib

•»QAIDI CHACHA«•
**********************
HIQAYAT
**********
Jung-A-Badr May Jab ALLAH AJJOWAJJAL Ne Musalmano Ko Fateh Aur Kuffaar Ko Shikasht Di To Masalmano Ke Hath Jo Qaidi Aaye Unme Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Chacha Hazrat Abbaas Bhi The! Qaidiyon Se Jab Tawaan Talab Kiya Gaya To Hazrat Abbaas Kehne Lage Ki, Aye Mohammad! (SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM) Main To Ek Garib Aadmi Hoon! Mere Paas Kya Hain? Makkah May Aapne Mujhe Chhoda Tha To Main Tamaam Qabila Ke Afraad Se Garib Tha! Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya, Ab Jabki Aapne Apne Ghar Se Fauj-A-Kuffaar Ke Sath Jung-A-Badr May Aana Chaha To Aap Apni Biwi Umme Fazl Ko Poshidgi May Chand Sone Ki Intain Deker Aaye The! Chacha Jaan! Yeh Raaz Aap Kyon Chupa Rahe Hain? Hazrat Abbaas Yeh Gaib Ki Baat Sunker Hairaan Reh Gaye Aur Ba-Qaul-A-Shayer-

Janab-A-Hazrat Abbaas Pe Rasha Hua Taari,
Ki Paighamber To Rakhta Hain Dilon Ki Bhi Khaberdari,
Kyaal Aaya Musalman Nek Wa Badh Pehchaan Jate Hain,
Mohammad Aadmi Ke Dil Ki Baatain Jaan Jate Hain!

Huzoor Ki Yeh Ittela Alal-Gaib Ka Moajiza Dekhker Hazrat Abbaas Imaan Le Aaye!

(Dalayilul-Nabiya, Jild-2, Pg-171)

*********************************
SABAK
*******
Hamare Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Se Koi Baat Makhfi Nahi! ALLAH AJJOWAJJAL Ne Har Chiz Ka Huzoor Ko Ilm De Diya Hain! Yeh Ilm-A-Gaib Bhi Huzoor Ka Ek Moajiza Hain Jisper Har Musalman Ka Imaan Hain!
*********************************

Thursday 18 February 2016

maut ki taqleef

“Jo Shaks Kal Ko Apni Maut Ka Din Samajhta Hai …Usay Maut Aane Se Koi Takleef Mehsoos Nahi Hoti…

” HAZRAT ALI R.A

Wednesday 17 February 2016

gaus a aazam ka mureed hone ki fazeelat

Hazrat Sayeduna GHOUSeAZAM DASTGEER Ne Farmaya:BeShak Mera Hath Mere Mureed Pe Aisa Hay Jaise Zameen Pe Asman Hay.

BEHJA-tul-ASRAR

Page#193

Monday 15 February 2016

maa ki fazeelat


waliden ( maa baap) ki fazeelat

ALLAH Sab Gunahon Ki Saza ChahE To Qayamt Main De,! Mgr MAA BAAP Ko Tang Krne Ki Saza Marnay Se Pehle Zindagi mainDeta Hai.

pyari hadees

HAZRAT ABU AYYUB ANSARI RADI ALLAHU TA'ALA ANHU se riwayat hai ke NABI KAREEM , RAUF UR RAHEEM SALLALLAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHI WA SALLAM ka irshad mubarak hai-

"Kisi shaks ke liye jaez nahi hai ke wo apne Bhai se teen raato se zyda qata e talloq kiye rakhe ke dono raaste me ek doosre se mile to muh pher le.Dono me bahter wo hai jo salam me pahel kare"...


.(BUKHARI )

nabi ka ilm gaib or qabr ka azab

हज़रत इब्ने अब्बास रज़ियल्लाहु अनहु से रिवायत है के रसुलअल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम 2 कब्रों के पास से गुजरे तो फ़रमाया: ईन दोनो को अजाब हो रहा हैं , और इन्हें किसी बड़े जुर्म कि वजह से अजाब नही हो रहा (बल्के) इन मै से एक पीसाब करते वक्त इहतियात नही करता था जब के दुसरा चुगोलख़ोरी करता फ़िरता था।

[सहीह बुख़ारी, हदीस 218]

ek laakh namaazo ka sawaab sirf ek namaz mai

एक नमाज़ एक लाख नमाज़ों के बराबर:::


 हजरत अनस रज़ी अल्लाहु तआला अनहु से रिवायत है के, रसूल-ए-पाक (स०) ने फ़रमाया, मस्जिद ए अक़सा और मेरी मस्जिद, इन दोनों की नमाज़ें पचास हज़ार नमाज़ों के बराबर है, मगर मस्जिद-ए-हराम की एक नमाज़ एक लाख नमाज़ों के बराबर है।

 (इब्न माजा)

(( sallal laaho aleh wasallam))

aab a zamzam ki fazeelat

हज़रत अबदुल्लाह बिन अब्बास रज़ीअल्लाहो तआला अनहो से रिवायत है रसूलल्लाहो सल्लाहो अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया रुए ज़मीन के तमाम पानीयों से बेहतर ज़मज़म का पानी है, इस पानी में भूके की ग़िज़ा और बीमार की शिफ़ा है।

(इब्ने हबान )

Sunday 14 February 2016

kisi musalman ko kafir kehna kaisa

↪Hazrat Abdullah ibne Omer Radiallahu Taala Anhu Se Riwayat Hai ki Rasool Allah Sallalahu Alaihi Wa Sallam Ne Farmaya Jab Koi Shaks Apneey Musalman Bhai Ko Kafir Kehta Hai Toh Dono Mai Sey Koi Ek Shaks Uss Kufr Key Saath Louta (Yaani Agar Jissey Kafir Kaha Gaya Woh Kafir Nhi Hua Toh Kehne Wala Khud Kafir Ho Jaeynga📚(Sahih Bukhari Shareef ,Kitab ul Adab ,HadeesNo-6104)





Kuch hazraat ye aqida rakhte hain ki agar kou shakhs sahabaa ko kaafir keh de to wo musalmaan hi rehta hai..maaz ALLAH... wo khud is hadees se dekhen ki kyaa aisa aqida rakhne waala musalman ho skta hai..